May 7, 2009

नींद


(this is a poetic reply to the kajal's poem sleepless scribble-2)

रात को नींद जब आती हैं ,
आँखों में कुछ ख्वाब लाती हैं ,
कुछ खट्टे कुछ मीठे पलो को ,
कुछ बीते हुए लम्हों को ,
कुछ प्यारे चेहरों को ,
फ़िर से सपनो में लाती हैं ,
रात को नींद जब आती हैं

कभी भुत का सपना ,
कभी कोई अपना
याद दिलाती हैं ,
रात को नींद जब आती हैं

जो ख्वाब हकीकत में सच ना हो ,
वो ख्वाब पुरे करवाती हैं ,

कभी प्रेमिका की बात ,
तो कभी माँ की याद दिलाती हैं ,
रात को नींद जब आती हैं

ताज़गी जीवन में ,
थकान को दूर भागती हैं ,
रात को नींद जब आती हैं

कुछ अनदेखे चेहरे ,
कुछ अनकही बातें
तो कभी मौत भी
दिखलाती हैं
रात को नींद जब आती हैं

चाहे जो भी हो ,
पर जब नींद आती हैं ,
चैन और सुकून लाती हैं ,
रात को नींद जब आती हैं.....


(now for the members who don't know hindi well)


raat ko neend jab aati hain ,
aankho maen kuch khawab laati hain ,
kuch khatte kuch meethe palo ko ,
kuch beete huye lamho ko ,
kuch pyare chehro ko ,
fir se sapno maen laati hain ,
raat ko neend jab aati hain।

kabhi bhut ka sapna ,
kabhi koi apana
yaad dilati hain ,
raat ko neend jab aati hain।

jo khawab hakikat maen sach naa ho ,
vo khawab pure karvati hain ,

kabhi premika ki baat ,
to kabhi maa ki yaad dilati hain ,
raat ko neend jab aati hain।

taazagi jeevan maen ,
thakaan ko durbhagati hain ,
raat ko neend jab aati hain।

kuch andekhe chehre ,
kuch ankahi baatein
to kabhi maut bhi
dikhlati hain।
raat ko neend jab aati hain।

chahe jo bhi ho ,
par jab neend aati hain ,
chain aur sukun laati hain ,
raat ko neend jab aati hain

12 comments:

  1. lol....dat translation thingy was kewl...lol....

    ReplyDelete
  2. transliteration is very important freelancer, since there are members (including myself) who cant understand the hindi script :)


    to the poem, i loved it:
    kuch andekhe chehre ,
    kuch ankahi baatein
    to kabhi maut bhi
    dikhlati hain।
    raat ko neend jab aati hain।

    bohat khobsorat :) khuwab! khuwahishain, ankahi, andekhi :)

    bohat acha laga padh ke..

    i believe in dreams, i am an avid dreamer myself.. hence i could relate to it.. thoroughly enjoyed :)

    ReplyDelete
  3. You wrote a very good poem, Chirag... Chirag me jyot hoti hai - tumme to pura aag hi aag hai! Bhagwan ne chaha to bahot aage jayega bhai... Jai Shree Krishna!!

    Thanks for the transliteration. Do it for my poem also, if you have some time... :P

    ReplyDelete
  4. Wonderful Chirag bhai :) aur bohot achcha kiya english mein likhke :)) Hindi mein fast nahi padh sakta..aur fast nahi parhunga toh majja bhi nahi ayega naah?? lol :D

    ReplyDelete
  5. Very well described.. The flow was superb...

    Hmmm, neend pyaari neend...!

    ReplyDelete
  6. @freelancer
    that was not a big task

    ReplyDelete
  7. @asbah thanks yaar
    ur comment always inspire me and
    i hope that miss dream will see good dreams daily

    ReplyDelete
  8. @Tan
    thanks yaar
    and transliteration bahut aasan hain
    me tumahe sikha bhi dunga
    baki poems tumhari mail kar dena me change kar ke pahucha dunga

    ReplyDelete
  9. @zara
    yes neend badi pyari hoti hain

    ReplyDelete
  10. bahut sundar likha hai chirag.. waah waah!

    ReplyDelete

Comments are sexy.