usko chooriyan bahut bhaati hain,
naye naye rang ki choriyan
woh roz hi khareedti hai.
sambhal kar unhe le jaati hai,
sabhi chooriyon ko chamka kar
indar dhanush si dibbe me rakhti hai,
kabhi chooriyan uski jaan thi,
unke rang chamak aur uski kalai
me khanak,yeh uski pehchaan thi.
aaj kalai uski maang ki tarah sooni hai,
par chooriyan vo fir bhi ikatthi kart hai,
kyonki uski jaan ab uski beti me basti hai.
naye naye rang ki choriyan
woh roz hi khareedti hai.
sambhal kar unhe le jaati hai,
sabhi chooriyon ko chamka kar
indar dhanush si dibbe me rakhti hai,
kabhi chooriyan uski jaan thi,
unke rang chamak aur uski kalai
me khanak,yeh uski pehchaan thi.
aaj kalai uski maang ki tarah sooni hai,
par chooriyan vo fir bhi ikatthi kart hai,
kyonki uski jaan ab uski beti me basti hai.
That was beautiful...
ReplyDeleteIn fact, I wrote a story with a similar story...check it on my blog - http://peaceencore.blogspot.com/
that's good prats....i think chooriyan fever is on high
ReplyDeletei shld write a poem on this now
prats... this one is superb... i simply loved it... never thought bangles could be seen from so many angles...lol..!!!
ReplyDelete@Aarthi .. i will surely check it .. thanks for the read :)
ReplyDeletesuch a lovley tribute to bangles!!
ReplyDeletewow prats! wat a twist in the end.. loved it.. strong emotions..
ReplyDeletewaiting for youe poem now Chirag ...
ReplyDeletethanksie Mona !! loved your angle too !!
ReplyDelete@nice story Arthi :)
thanks for the read uz :)
ReplyDelete@Kajal : Thanku .. u r my inspiration for hindi writes :)
@Prats: inspiration is too big a word to be used for me prats.. that too if you use it.. it is HUGE! :)
ReplyDeletenow stop being so sweet Kajal.. u will catch ants ;) :P
ReplyDelete@Prats: oh yeah? :)
ReplyDelete