Gaadi hae,petrol hae,aana jaana hae,
par ek bar horn bajane ka bhi time nahi.
par ek bar horn bajane ka bhi time nahi.
Wadein hae,kasme hae,iraadein hae,
par nibhane ka time nahi.
par nibhane ka time nahi.
mobile hae,balance hae,
par missed call dene ka time nahi.
par missed call dene ka time nahi.
Sapno ki duniya mein,
sapne dekhne ka time nahi.
sapne dekhne ka time nahi.
Dimag hae,dil hae,
par sahi galat samajne ka time nahi.
pyar hae,chahat hae,
par jatane ke liye time nahi.
par jatane ke liye time nahi.
Bhook hae,pyas hae,
par isse door karne ka time nahi,
par isse door karne ka time nahi,
tujhse door na rah pane ke bahut wajah hae,
par ishaar karne ka time nahi.
par ishaar karne ka time nahi.
aur bahut hae batane ke liye,
par kya karu?
karne ka time nahi.......
time nahi time nahi.........
lol :P
ReplyDeletemasth hai ye :P
agar ham soche toh
ReplyDeletequbah qub time hogi!!!!!!!!!!
good
ReplyDeletebaki comment karane ka time nahi hai
he he...
ReplyDeleteThat was kinda true..
zyada likhne ka time nahi....
Padhna hai,kitabein hai,"exam" hai,
Par padhne ka bhi time nahi!!!!
^_^
comment kiya...comment kiya...time hain...time hain..
ReplyDeletehe he...good one!
hehe sahi hai.. bahut kuch likhna chahathi hoon.. par kya karoon.. time nahi .. time nahi :P
ReplyDeletehehe :) lovely post
acha hay acha hay... i really like that!
ReplyDeletei loved the style of presentation n the poem was funny with a glint of reality :)
ReplyDeletenice one !!
ReplyDeleteSomething different out there..
ReplyDeleteEnjoyable.!!
Thank u all....
ReplyDeletesorry for the late reply....
time nahi tha.... :P
well i have read something lyk this before but the way u presented it was Awesome... Lyk that :)
ReplyDeletecool !!! totally Funny :)) and well put ...
ReplyDeleteCheers,
adisha
This is called life in the fast lane!!
ReplyDeleteThis is seriously cool... the presentation, the thoughts... it's really true... every single word for me...
ReplyDelete