Baandha tha jis bandhan mein tujhe
Aaj usey hai maine khola
Jin sapno mein dekha tha tujhe
Unse maine hai naata toda
Mann mera aaj udne ko hai
Har khushi mere kadam choomne ko hai
Kara tha tera intezaar
Socha tha tu aayega
Ab na rahi umeed tere aane ki
Kar le tu mujhpar aaj yakeen
Ab un raaho par na rakhungi kadam
Jo nishani hai hamare un lamho ki
Kar liya hai maine khud se yeh wada
Is nayi subah ke saath
Udne doongi apne is mann ko
Piroyega yeh fir aaj naye khwab
Aaj usey hai maine khola
Jin sapno mein dekha tha tujhe
Unse maine hai naata toda
Mann mera aaj udne ko hai
Har khushi mere kadam choomne ko hai
Kara tha tera intezaar
Socha tha tu aayega
Ab na rahi umeed tere aane ki
Kar le tu mujhpar aaj yakeen
Ab un raaho par na rakhungi kadam
Jo nishani hai hamare un lamho ki
Kar liya hai maine khud se yeh wada
Is nayi subah ke saath
Udne doongi apne is mann ko
Piroyega yeh fir aaj naye khwab
P.S.: I wrote this after Pratsie's post titled Aaj... :)
very lyrical, did not know u cud write so well in hindi...mast hai :)
ReplyDeleteHeyy,
ReplyDeleteThank you so much h! :)
After the last comment of yours on my last post, this has made me happy! :)
gud fr yu
ReplyDeletegood...i comment well on posts i love..this was 1 such post :)
ReplyDeletei checked ur blog too..u write real well, but i'll never figure out how u make ur blog look so great...
u shud give some blog beautification lessons too like prats gives her poem lessons :P
best wishes :)
ReplyDelete..bahut sweet hai..u know dese poems which v write r part of our life..dy jst reveal evrthng wat's going in our life at dat particular moment....wn i felt i really felt sad..
ReplyDelete